Yeh pyar ka mausam hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2013.
Rahi hain daad talab
Unki shokhiyaan hum se
Rahi hain daad talab
Unki shokhiyaan hum se
Adaa shanaaz bahot hai
Magar kahaan hum se
Adaa shanaaz bahot hai
Magar kahaan hum se


Suna diye they kabhi
Kuch galat salat kisse
Suna diye they kabhi
Kuch galat salat kisse
Woh aaj tak hai usi tar
Abat ghumaan humse
Woh aaj tak hai usi tar
Abat ghumaan humse


Yeh kunj kyun na jiya
Rat kahe mohabbat ho
Yeh kunj kyun na jiya
Rat kahe mohabbat ho
Mile they woh inhi pedo
Ke darmiyan humse
Mile they woh inhi pedo
Ke darmiyan humse


Humi ko saukhe nazara
Nahi raha varna
Humi ko saukhe nazara
Nahi raha varna
Ishare aaj bhi karti hai
Khidkiya humse
Ishare aaj bhi karti hai
Khidkiya humse


Har ek raat nashe mein
Tere badan ka khayaal
Har ek raat nashe mein
Tere badan ka khayaal
Na jaane tut gayi aye
Suraahiyaan humse
Na jaane tut gayi aye
Suraahiyaan humse
Rahi hain daad talab
Unki shokhiyaan hum se
Adaa shanaaz bahot hai
Magar kahaan hum se.