Yeh pyaar kya hai, kisako pata song is from and it is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ye pyar kya hai kisako pata
sab ki juban pe isaka nasha
ye dard hai ya phir yahi dawa
ye bhul hai ya phir yahi khata

jane kis mod par hu ab mai khada
yaado ko todkar hu kaha chal pada
roke mujhe mera khuda
ye hai junun yahi maja ye dard hai ya phir

jane kis mod par hu mai khada
waado ko todkar kaha chal pada
roke mujhe mera khuda
ye bhul hai ya phir yahi khata

ye pyar kya hai kisako pata
sabki juban pe isaka nasha
ye dard hai ya phir yahi dawa
ye bhul hai ya phir ye inteha
ye inteha ye inteha ye inteha