Yeh kya jadoo song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R B Choudary. This song was released on 26 Apr 2002.
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne


Jaise mile hath aise hi mil jaaye ehkaash do dil kunwaare
Dil me na reh jaaye hoton par aa jaaye aankhon mein hai jo ishaare
Chandni raat ho chaahe barsaat ho
Kuch ho jaldi magar phir mulakaat ho
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne


Oh delhi walon suno main sunata hoon
Tum ko yeh dil ki kahani
Aati hai sab par magar toot kar aisi aayi hai us pe jawaani
Main toot kar reh gaya mauj mein beh gaya
Jaane kehna tha kya aur kya keh gaya
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne.