Yeh kis tarah yaad aa rahi ho song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh khawab kaisa dikha rahi ho
Ke jaise sachmuch nighah ke
Samne kahdi muskura rahi ho
Yeh khawab kaisa dikha rahi ho


Yeh jism e naazuk yeh narm baahe
Haseen gardan sudol baazu
Sahgufta chehar saloni rangat
Ghanera juda siyaah gesu
Nashili aankhe haseel chitwan
Daraz palke mahin abru
Tamam shoki tamam bijli
Tamam masti tamam jaadu
Hazaaro jaadu jaga rahi ho
Hazaaro jaadu jaga rahi ho
Hazaaro jaadu jaga rahi ho
Yeh khawab kaisa dikha rahi ho
Ke jaise sachmuch nighah ke
Samne kahdi muskura rahi ho
Yeh khawab kaisa dikha rahi ho


Nahi mohabbat ki koi kimmat
Jo koi kimmat ada karoge
Wafa ki fursad na degi duniya
Haazar azme wafa karogi
Mujhe bhelne do ranjo gham se
Sahare kab tak diya karogi
Junoo ko itna na gudgudao
Pakad lun daamn to kya karogi
Kareeb badhti hi aa rahi ho
Kareeb badhti hi aa rahi ho
Kareeb badhti hi aa rahi ho
Yeh khawab kaisa dikha rahi ho
Ke jaise sachmuch nighah ke
Samne kahdi muskura rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho
Yeh kis tarah yaad aa rahi ho.