Yeh kaun meri song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bikram Lal Pahwa. This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya
Bahar ban ke chha gaya
Nazar mein hai sama gaya
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya
Bahar ban ke chha gaya
Nazar mein hai sama gaya
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya


Yeh kyu mujhe kisi se
Pyar hone laga
Hai kaun jiska intjar hone laga
Yeh kyu mujhe kisi se
Pyar hone laga
Hai kaun jiska intjar hone laga
Kuch aise muskura gaya
Mujhe hasa hasa gaya
Yeh kaun
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya


Chali kidhar se aaj
Yeh hawaye
Jo dil mein soyi khawaise
Jagaye
Chali kidhar se aaj
Yeh hawaye
Jo dil mein soyi khawaise
Jagaye
Yeh dil to dagmaga gaya
Aise fareb kha gaya
Yeh kaun
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya
Bahar ban ke chha gaya
Nazar mein hai sama gaya
Yeh kaun meri zindagi
Mein aa gaya.