Yeh aankhein hain aaina song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Poonam Sharma. This song was released on 21 Oct 1994.
Izhaar karti hain deewangi kaa
Izhaar karti hain deewangi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Na jaao meri bekaraari badhake
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Ishara dilo ke bade kaam aaya
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


Izhaar karti hain deewangi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka.