Yeh aalam yeh mausam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Narottam V. Purohit, Vijay K. Ranglani. This song was released on 10 Jun 1994.
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi


Baikarari mein kyu jalate ho
Kyu nigaho se dur jate ho
Zalima tumse main pyar karti hu
Dil deewana hai iqrar karti hu
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi


Jab ghatao se pani barasta
Hai aag lagti hai kyu dil
Tarasta hai
Jab ghatao se pani barasta
Hai aag lagti hai kyu dil
Tarasta hai
Aang aang bhiga fir bhi jal
Rahi hu jane kya hua hai
Main machal rahi hu jane kya
Hua hai main machal rahi hu
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi


Raat dhalti hai na din guzarta
Hai har ghadi ab dil bas aah
Bharta hai


Raat dhalti hai na din guzarta
Hai har ghadi ab dil bas aah
Bharta hai
Dard mera le lo ya mujh dawa do
Kya jatan karu main tum mujh
Bata do kya jatan karu mai tum
Mujh bata do


Yeh aalam ye mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi


Baikarari mein kyu jalate ho
Kyun nigaho se dur jate ho
Zalima tumse main pyar karti hu
Dil deewana hai iqrar karti hu
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi
Yeh aalam yeh mausam chai hai
Baikhudi tanhai angdai
Pagal bana gayi.