Ye pyar ka nasha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chetan Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa
Kyu jhumta hai dil
Deewaana ho jaisa
He khwab ya kahani
Milam hai ye kaisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa


Kya pata kab hua
Kyu hua samna
Dil ne di ye saja
Samna samna
Jo hua so hua
Dil se dil ko mila
Ek kali to hasi
Baag saara khila
He khwab ya kahani
Milam hai ye kaisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa


Bhul kar ye jaha
Pyar mein hum chale
Koi aahe bhare
Dil kisi ka jale
Ae mere humsafar
Hum chalenge waha
Pyar ki ho zameen
Pyar ka aasama
He khwab ya kahani
Milam hai ye kaisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa
Kyu jhumta hai dil
Deewaana ho jaisa
He khwab ya kahani
Milam hai ye kaisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa
Yeh pyar ka nasha
Nasha bhi hai aisa.