ye kuche, ye ha aaa, ghar dilkashi keye kuche, ye nilaam ghar dilkashi keye lutate hue kaaravaa zindagi kekaha hai, kaha hai muhafiz khudi kejinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haiye purpech galiya, ye badnaam bazaarye gumnaam raahi, ye sikko ki jhankaarye issmat ke saude, ye saudo pe takraarjinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haiye sadiyo se bekhauf sahami si galiyaye masali hui adhkhili zard kaliyaye bikati hui khokhali rangraliyajinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haivo ujle daricho me payal ki chhan chhanthaki haari saanso pe table ki dhan dhanvo ujle daricho me payal ki chhan chhanthaki haari saanso pe table ki dhan dhanye beruh kamro me khaasi ki than thanjinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha hai
ye phulo ke gajare, ye piko ke chhiteye bebaak nazre, ye gustaakh fiqreye dhalke badan aur ye bimaar chehrejinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haiyaha pir bhi aa chuke hai, java bhitan-o-mand bete bhi, abbaa miya bhiye bivi bhi hai, ye bivi bhi hai, aur bahan bhi, aur maa bhijinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haimadad chahati hai ye havaa ki betiyashodaa ki ham_jins radha ki betimadad chahati hai ye havaa ki betiyashodaa ki ham_jins radha ki betipayambar ki ummat zulekhaa ki betijinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha haizara mulk ke rahbaro ko bulaaoye kuche ye galiya ye manzar dikhaaojinhe naaz hai hind par unko laaojinhe naaz hai hind par vo kaha haikaha hai, kaha hai, kaha hai