Ye faasley song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Nov 2015.
Ye faasley kam ho zara
Ye faasley kam ho zara
Sargoshiyaan karti hain hawaa
Bas ik dafaa sunle zara
Kitne lamhe mere
Yaha sadiya hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah kis tarah bataun
Yeh faasley kam ho zara
Yeh faasley kam ho zara


Kya dhoondhe tu yahaan
Kadmon ke woh nishaan
Ik pal ki thi duaa
Ik pal mein hi dhuaan
Itni wafayon mein
Umre kaati hai
Kishton kishton mein
Raate baanti hain
Yaha yaha bata


Kitne lamhe mere
Yaha sadiya hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah kis tarah bata
Yeh faasley kam ho zara
Yeh faasley kam ho zara


Kyun darmiya apne
Beqashi bebaya
Thehraon me ik sada
Bhatki phire tanha
Kitne ummedon ne
Raahein taaki hai
Saansein katra hai
Ab bhi baaki hai
Yaha yaha bata


Kitne lamhe mere
Yaha sadiya hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah kis tarah bata
Yeh faasley kam ho zara
Yeh faasley kam ho zara.