Ye aankhen ye masti - qayamat qayamat song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pammi Baweja. This song was released on 11 Aug 2000.
Yeh aankhein yeh masti..

Yeh aankhein yeh masti
Yeh palkein yeh kajal
Yeh zulfein yeh khushbu
Yeh choodi yeh payal
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat

Yeh chehra yeh tevar
Yeh kaatil adaayein
Yeh premi yeh paagal
Yeh chahat yeh muhabbat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat

Yeh aankhein yeh masti
Yeh palkein, yeh palkein
Yeh palkein, yeh palkein
Yeh kajal, yeh kajal
Yeh kajal, yeh kajal

Aashiq hai kaun woh tum aashiqui ho jiski?
Shayar hai kaun woh tum shayari ho jiski?
Huye tum deewane yoon hi to nahin
Chala koi jaadu kahin na kahin
Kahin na kahin
Haan kahin na kahin, kahin na kahin
Yeh jaadu, yeh jaadu, yeh jaadu
Yeh rangat, yeh rangat
Yeh jalwa, yeh jalwa
Yeh jalwa, yeh jawani

Dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
Badla hai aaj kyun andaaz yeh tumhara?
Karoon kya koi zor chalta nahin
Sambhaale se bhi dil sambhalta nahin
Sambhalta nahin
Haan sambhalta nahin, sambhalta nahin
Yeh maujein la la la la la la
Yeh saagar la la la la la la
Yeh havaaein, yeh mausam la la la la la la
Yeh mehfil, yeh nagma
Yeh shokhi, yeh aalam
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat

Yeh aankhein, yeh aankhein
Yeh chehra, yeh chehra
Yeh masti, yeh masti
Yeh tevar, yeh tevar
Yeh palkein, yeh kajal
Yeh zulfein, yeh premi
Yeh khushbu, yeh paagal
Yeh choodi, yeh chahat
Yeh payal, yeh muhabbat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Haan.. qayamat qayamat qayamat qayamat
Haan.. qayamat qayamat qayamat qayamat