Yahi hai meri zindagi song is from and it is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
aa jana, aa jana

khush rahna, sabko hansana
rutha ho usko manana khushi hai bas yahi
khush rahna, sabko hansana
rutha ho usko manana khushi hai bas yahi
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
aa jana, aa jana

maalik ho tum apne dil ke
chalna kya itna sambhal ke
ye kaisi zindagi
maalik ho tum apne dil ke
chalna kya itna sambhal ke
ye kaisi zindagi
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
aa jana, aa jana

jo kahta hu sunte jaao
khaao peeyo naacho gaao
khushi hai bas yahi
jo kahta hu sunte jaao
khaao peeyo naacho gaao
khushi hai bas yahi
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
yahi hai meri zindagi
main naachunga gaaunga yahi
bulau tumko jo kabhi to aa jana
aa jana, aa jana