Yaha dekhnewala sunnewala song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunderlal Nahata. This song was released on 03 Sep 1967.
Aaja aaja na
Yaha dekhnewala sunnewala koi nahi hai
Bas main aur tu
Turu turu turu turu
Na na na ja aaja mere paas
Ya main chali aau tere paas
Ye tanhai haye haye main aur turu turu
Na na na ja aaja mere paas
Ya ya ya main chali aau tere paas
Ye tanhai haye haye main aur turu turu


Ya main hu ya tu hai ya hai ye kaali raat
Ya main hu ya tu hai ya hai ye kaali raat
Akele aa sunle ab dodno dil ki baat
Ya main hu ya tu hai ya hai ye kaali raat
Mujhe bekrar kar thoda sa to pyar kar
Ye hai mere dil ki aarzoo turu turu
Na na na ja aaja mere paas
Ya ya ya main chali aau tere paas
Ye tanhai haye haye main aur turu turu


Na socha na samjha na dekha na jaana
Na socha na samjha na dekha na jaana
Na galti pe galti tu kaisa deewana
Na socha na samjha na dekha na jaana
Main bhi aankhe churalu
Tujhse daaman chhuda lu
Lekin kya karu main i love you turu turu
Na na na ja aaja mere paas
Ya ya ya main chali aau tere paas
Ye tanhai haye haye main aur turu turu
Turu turu turu turu turu turu.