Yaaram song is from and it is sung by and . Production house of this song is Yashvvi Films.It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijay Mulchandani. This song was released on 18 Oct 2019.
Movie - #Yaaram
Singers - Yasser Desai & Chitralekha Sen
Music - Rochak Kohli
Lyricist - Kumaar
Arrangers/Programmers - Aditya Dev
Tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam
Oh tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam tujhpe khatam

Oh tere sang chain, tere sang nain
Mere ho gaye hain faraar
Ke bin tere chalne se
Saansein karti hai inkaar

Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram...

Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho...oh yaaram

Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage

Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein
Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein, haan...
Pehle tera zikr kar loon
Phir main karun bewajah duniya ki baatein

Thi har lamha ye aankhein tanha
Ab hai sapne beshumaar
Khud pe thi mujhko nahi
Hai bas tujhpe aitbaar

Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram...

Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho...oh yaaram.