याद ना आना yaad na aana song is sung by and . Record label of this song is Sony Music India. This song is written by . It is produced by Amaal Mallik. This song was released on 16 Jun 2021.
Live Guitars - Roland Fernandes, Charan
Live Bass - Roland Fernandes
Live Violin - Manas Kumar
Drop Melody - Taaruk
All Live instruments Arranged & Produced by - Amaal Mallik
Tere bina kabhi
Shaame bhi ho meri
Ye socha na tha

Tanhai se meri
Yun hogi dosti
Ye socha na tha

Ke aise hi zindagi
Kat jaane de tu meri
Na mile na sahi
Tujhse doori meri
Lagti hai mujhko sahi
Baat ye maanle tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana

Tum bhi kabhi to
Kuch der hi par
Yaad karke mujhko
Sochte jarur honge

Darmiyan hamare
Galtiyan thi kitni
Ginte ginte raate
Kaat te jarur honge

Jaane do jo hua
Mil jayega phir koi
Yun gujar jayegi zindagi
Tujhse doori meri
Lagti hai mujhko sahi
Baate ye maanle tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana.