Yaad mujhko kaun aaya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar
Dil jala toh bujh na paaya raat bhar
Ek jara si muskurahat ka asar
Ek jara si muskurahat ka asar
Chain khoya dil gawaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar


Yeh hawa chupkese aakar keh gayi
Chandni chat par akeli reh gayi
Yeh hawa chupkese aakar keh gayi
Chandni chat par akeli reh gayi
Tumne kyo yeh dil jalaya raat bhar
Tumne kyo yeh dil jalaya raat bhar
Dil jala toh bujh na paaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar


Karwatein bechainiya leti rahi
Naram palkein nam meri hoti rahi
Karwatein bechainiya leti rahi
Naram palkein nam meri hoti rahi
Sona chaha so na paaya raat bhar
Sona chaha so na paaya raat bhar
Dil jala toh bujh na paaya raat bhar
Yaad mujhko kaun aaya raat bhar.