Woh Zamana Bhi Lyrics - Dinesh Arjuna
in Albums
Watch the Video
Song Information
Woh zamana bhi song is from Aap Ki Khatir (2013) and it is sung by Dinesh Arjuna.It stars and Dinesh Arjuna in leading roles. This song is penned by Daur Saifee and composed by Dinesh Arjuna. This song was released on 21 May 2013.
Lyrics
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Thokare kha raha
Hum manzil par
Thokare kha raha
Hum manzil par
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Humsafar jab huye
The raahon mein
Humsafar jab huye
The raahon mein
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha.