Neela aakash jo ik samandar haiUsme kahin koi aisa sitaara bhi haiJisme doosri ikk duniya ho basiJisme ho jaagti zindagiPar humse alag, humse judaaIk nishaan bhi na ho jahan dard kaJeena jahan ho nahi mushkilKoi rota na hoChain khota na hoHo ye sabko yakeenKoi tanha nahinNa kabhi toote kisi ka dilWoh jahaan, koi dukh ho na ho koi ghamWoh jahaan, palkein na hon numDilon mein ho na deewarein na dooriyanWoh jahaan, poore ho armaanSabko ho ye pataaSab dilon meinMohabbat ek gehri dhara bhi haiNeele aakash meinKoi aisa sitara bhi hai
Neele aakash ke iss samandar kaChand ki kashti mein maine kiya hai safarDhoondti ho agar tum jo duniya haseenWoh duniya hai yahinWoh yahin hai kahinHaan magar uske chehre parNafrat ki zulm kiIkk dhool hai jam gayiHaan magar uske tann pe liptiLalach ki hai zanjeer tohWoh duniya aate aate tham gayiUske chehre se ye dhool hatt jaaye tohUske tann se ye zanjeer kat jaaye tohDekhna phir yahaanIss zameen par hi hogi woh duniyaWoh jahaan, koi dukh ho na ho koi ghamWoh jahaan, palkein na hon numDilon mein ho na deewarein na dooriyanWoh jahaan poore ho armaanMuskurati ho chehron pe ik roshniZindagi ho mohabbat bhari zindagi