Wo mujhko chhod jana chahta hai song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pahli si thadap
Pahle si chahat nahi rahi
Lekin ye galat hai
Ke mohabbat nahi rahi
Sohrat mili to bach ke
Gujarne laga hai wo
Sayad use humari zaroorat nahi rahi


Wo mujhko chhod jana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai


Jise dil ki tarah
Is dil mein rakha
Jise dil ki tarah
Is dil mein rakha
Vahi ab dil dukhana chahta hai
Vahi ab dil dukhana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai


Wo apne kah kahe duniya ko dekar
Wo apne kah kahe duniya ko dekar
Khud apna ghum chupana chahta hai
Khud apna ghum chupana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai


Main jiski yaad mein duniya ko bhuli
Main jiski yaad mein duniya ko bhuli
Vahi mujhko bhulana chahta hai
Vahi mujhko bhulana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai


Use kya dard ka ehsas se wan
Use kya dard ka ehsas se wan
Jo mera dil dukhana chahta hai
Jo mera dil dukhana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai
Wo mujhko chhod jana chahta hai.