War chhod na yaar (title song) song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
hullar macha hai dekho dekho yaha
dekhega isko aaj saara jaha
aa jayenge saare veer ye kaha
lagta ke, border ke katenge taar taar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

dil se sabhi ne pukara, hum kare ye manmani
jang pal me hai pal bhar me hai mil
samjha hai kyun isko bachcho ka khel
yu to isse ban jaaye har ek ki rail
isko to padti hai yaha sabki maar maar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

baad mein hoga iska malaal, khoon hota hai sabka hi laal
kyun banate ho ulta sawaal, jeet kisiki kisiki ho haar haar
war chhod na yaar, war chhod na yaar, war chhod na yaar
war chhod na yaar, war chhod na yaar
war all bekaar, war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

garm hote kabhi thande hai ye, raajneeti ke hathkande hai ye
garm hote kabhi thande hai ye, raajneeti ke hathkande hai ye
jo ladaate hai mustande hai ye, inpe naa karna kabhi aitbaar war
war chhod na yaar, war chhod na yaar
war all bekaar, war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar
war chhod na yaar, war all bekaar
war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar