Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam - Shibani Kashyap Lyrics - Shahid Kapoor | Alia Bhatt | Shibani Kashyap

2019

Lyrics

Waqt na kiya, kya haseen sitam
Tum rahe na tum..
Hum rahe na hum.. (x2)
Be-qaraar dil, iss tarah mile
Jis tarah kabhi, hum juda na the
Tum bhi kho gaye,
Hum bhi kho gaye
Ek raah par, chal ke do kadam
Waqt na kiya, kya haseen sitam
Tum rahe na tum..
Hum rahe na hum..
Jaayenga kahan ? soojhta nahi
Chal pade magar, raasta nahi
Kya talaash hai ? kuch pata nahi
Bun rahe hai dil, khwaab dum-ba-dum
Waqt na kiya, kya haseen sitam
Tum rahe na tum..
Hum rahe na hum.. (x2)