Waqt Kyon Zaya Karoon Lyrics - Anup Jalota

1991

Lyrics

Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Bharde neeyat mujhe
Tu itani peela de saaqi
Bharde neeyat mujhe
Tu itani peela de saaqi
Na kami aayegi koi
Tere khajane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Dekha kar mast nigahon ko
Na peeja ni peela
Dekha kar mast nigahon ko
Na peeja ni peela
Chhodiye rakha hain kyaa
Jaam ke takrane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Baad peene ke
Jo madosh huaa to jaana
Baad peene ke
Jo madosh huaa to jaana
Usne jaaka thaa
Bade pyaar se paimane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Unki nazron se mili nazar
To mehsoos kiya
Unki nazron se mili nazar
To mehsoos kiya
Umra jaa jaake gawaai
Yun hi maikhane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein.