Waqt ki baat hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Jan 1989.
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Usne dekha mujhe usne chaha mujhe
Usne thukra diya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain


Koi mushkil padi koi kaam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Koi mushkil padi koi kaam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Baad muddat ke woh dosto ki tarah
Humse haske milla waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain


Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Koi chahat na thii bas mudavat thi woh
Khud ko samjha liya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain


Apna range mohabbat hain sabse juda
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Apna range mohabbat hain sabse juda
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Jisko paaya nahin usko khokar bhi main
Kyun usi ka raha waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain


Usne dekha mujhe usne chaha mujhe
Usne thukra diya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain.