Waqt bhi aaj khafa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Adnan Sami. This song was released on 12 Apr 2007.
Waqt bhi aaj khafa hai janeja
Janeja janeja janeja janeja


Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake


Chandani thi shabab pe
Aur ham bujhe se the
Mayus har jagah kaise jiye
Maana ho gayi khata hai
Abb itana shikwa hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake


Chandani jab aayegi
Dekhogi tum hame
Samajhogi hale dil hame hai
Yakin mana dil dil se juda hai
Chain zara na mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Ijhar pyar ka kar na sake.