Waada (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 03 Feb 2017.
Waada tha har raat ka,
Umar bhar saath ka,
Tu aaya nahi saajna,
Waadon ka kya hua,
Waadon ka kya hua,


Jo mere kuch karz the,
Tere bhi kuch farz the,
Tumhi toh humdard the,
Waadon ka kya hua,
Waadon ka kya hua,


Bewajah ishq mein sanam,
Hum yun na jalte,
Humko pata jo hota,
Ishq na karte,


Tune kaha tha aayega,
Mujhe bhi intzaar tha,
Tha mausam barsaat ka,
Waadon ka kya hua,
Waadon ka kya hua,


Teri bewafayi ka agar,
Shikva na karte,
Dard dilon ke sanam,
Hum kaise karta,


Aaj dil udaas hai,
Suni suni si raat hai,
Aashkon ki barsaat hai,
Waadon ka kya hua,
Waadon ka kya hua.