vaadaa karo nahiin chhoDogii tum meraa saath Lyrics - Urmila Matondkar | Sharmila | Shatrughan Sinha | Lata Mangeshkar | Kishore Kumar

1973

Lyrics

vaadaa karo nahiin chhodogii tum meraa saath
jahaan tum ho vahaan main bhii huun -2
chhu_o nahiin dekho zaraa piichhe rakho haath
javaan tum ho javaan main bhii huun -2
suno merii jaan hans ke mujhe ye kah do
bhiige-bhiige labon kii naramii mere li_e hai
javaan nazar kii mastii mere li_e hai
hasiin adaa kii shokii mere li_e hai
mere li_e le ke aa_ii ho ye saugaat
jahaan tum ho
chhu_o nahiin dekho
mere hii piichhe aakir pade ho tum kyon
ik main javaan nahiin huun aur bhii to hain
ho mujhe hii ghere aakir khade ho tum kyon
main hii yahaan nahiin huun aur bhii to hain
jaa_o jaa ke le lo jo bhii de-de tumhen haath
jahaan sab hain vahaan main bhii huun -2
vaadaa karo nahiin