Vaada Tumse Hai Vaada Lyrics - Adah Sharma | Asha Sharma | Raj Zutshi | Pandit Jasraj

2008

Lyrics

Ho vaada tumse hai vaada
Janmon ka, pyaar ka..
Dard ka o.. sathiya
Vaada tumse hai vaada
Ho vaada tumse hai vaada
Janmon ka, pyaar ka..
Dard ka o.. sathiya
[Vaada.. vaada.. vaada.. vaada..
Vaada.. vaada.. vaada.. vaada..]
[Ga re ga re ga re ga.. ma..
Ga re ga re ga re ga.. ma..
Ga re ga re ga re ga.. ma..
Pa ni sa ni sa re sa re ga ma re ma pa..] x 2
Meri palkom mein
Tere sapnon ka dar hai aa..
Mere is dil mein
Teri chaahat ka ghar hai aa..
Mere rag-rag mein tu
Bas tera prem samaaya hai
Samaaya hai
Meri in saason mein
Ab teri saanson ki
Sargam bajti hai..
Vaada tumse hai vaada
Ho vaada tumse hai vaada
Janmon ka, pyaar ka..
Dard ka o.. sathiya
Jeena bhala kya
Is duniya se dar ke..
Ho.. yun hi rakhunga
Baahon mein tujhko bharke
Aa.. tere sajde meri
Sar ko hamesha jjukaya hai
Jjukaya hai
Meri tasveeron pe
Bas teri rangon ki mala sajti hai..
Vaada tumse hai vaada
Ho vaada tumse hai vaada
Janmon ka, pyaar ka..
Dard ka o.. sathiya
Aa... aa...
Vaada.. vaada.. vaada.. vaada..
Vaada.. vaada.. vaada.. vaada..