unche himaalay ke niche, chhup ke chanaaro ke pichhe soye rahenge mere sapne, soye rahenge mere sapne kab tak yuhi ankhiya miche-micheunche himaalay ke niche, chhup ke chanaaro ke pichhe soye rahenge mere sapne, soye rahenge mere sapne kab tak yuhi ankhiya miche-micheunche himaalay ke nicheaise rahe ye manva vyaakul, aise rahe ye manva vyaakul
qaid me jaise koi bulbul, qaid me jaise koi bulbulab na bhaye ab na bhaye mujhko baabul ye tere baag-bagiche, bagicheunche himaalay ke nichedhup se khele aise chhaiya, dhup se khele aise chhaiyapyaar me jaise koi saiya, pyaar me jaise koi saiyathaam le kangana thaam le kangana vaali baiya, panghat pe pipal ke niche-nicheunche himaalay ke niche