Uthe Hain Hath Mere Lyrics - Dilawar | Saroja Devi | Ranjan | Tiwari | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Uthe hain hath mere song is from Dilawar (1966) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Saroja Devi, Ranjan, Tiwari and Randhwa in leading roles. This song is penned by Aziz Kashmiri and composed by Datta Naik. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Uthe hain hath mere
Ab to ek dua ke liye
Utha le maut zamane ke
Ab khuda ke liye
Ilahi tu hi bata
Kya hai zindagi meri
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata
Kya hai zindagi meri
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata
Raha na koi sahara
Tere karam ke siva
Bacha nahi mere daman mein
Kuch bhi gham ke siva
Kuch bhi gham ke siva
Andhera ban gaya
Andhera ban gaya
Aankhon ki roshni
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata
Hamari duniya mein
Charo taraf ujale the
Zamana aaj kyu
Zamana aaj
Udata hai hansi meri
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata
Saza ke pehle bata de
Kasur kya hai mera
Tujhi ke hai meri fariyad
Tu khuda hai mera
Tu khuda hai mera
Chhupi hai kyu
Chhupi hai kyu
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata
Kya hai zindagi meri
Luti hai samne aankhon
Ke har khushi meri
Ilahi tu hi bata.