Usne meri wafaka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Usne meri wafaka achha sila diya
Usne meri wafaka achha sila diya
Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya
Usne meri wafaka achha sila diya


Apna jise banaya wohi nikala ajnabi
Apna jise banaya wohi nikala ajnabi
Ilzaam bewafai ka mujh par laga diya
Ilzaam bewafai ka mujh par laga diya
Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya
Usne meri wafaka achha sila diya


Manzil kahan se milati humen raahe ishq mein
Manzil kahan se milati humen raahe ishq mein
Humen raahe ishq mein
Raste ke har chiraag ko usne buja diya
Raste ke har chiraag ko usne buja diya
Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya
Usne meri wafaka achha sila diya


Usne hamare khat ko jalaya aur uske baad
Usne hamare khat ko jalaya aur uske baad
Has haske khaak khat ko hawa mein udd diya
Has haske khaak khat ko hawa mein udd diya
Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya
Usne meri wafaka achha sila diya


Sabir na mil saki mujhe manzil ye pyaar mein
Sabir na mil saki mujhe manzil ye pyaar mein
Manzil ye pyaar mein
Usne mujhe nigaah se apni gira diya
Usne mujhe nigaah se apni gira diya
Aansu samaj ke aankh se mujhko gira diya
Usne meri wafaka achha sila diya.