Aaj kuch aur hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare

Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Meri shokhi ka
Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare

Darde dil darde jigar unko kahan ka malum

Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare

Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se

Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare

Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata

Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare.