Uri uri baba (pyar kiya hamne kiya kya bura kiya) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anil Ganguly. This song was released on 29 Mar 1991.
uri uri baba, uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba

sara jahan dekhe magar
kyu hamse aankhe churaye
aankhe meri kehti hai kya
tujhko samajh me na aaye haye
sara jahan dekhe magar
kyu hamse aankhe churaye
aankhe meri kehti hai kya
tujhko samajh me na aaye
pyar na kiya to sanam, jee ke kya kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba

duniya to kya ab maut ka
kuch dar hai mujhko nahi
ab to jaha tu sath hai
jeena hai mujhko wahi
duniya to kya ab maut ka
kuch dar hai mujhko nahi
ab to jaha tu sath hai
jeena hai mujhko wahi
sath agar tu nahi to zindagi me kya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba