Upar khuda aasmaan niche song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Taurani, Kamal S. Taurani. This song was released on 19 Feb 1999.
Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hain magar haye tujhe dhunde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Balama jalama, balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin tere bin nahi jeena
Mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna


Balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin tere bin nahi
Jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna


Kuch nahi paas mere sab kuch le gaya tu
Chhod gaya bas yaadein
Kuch nahi paas mere sab kuch le gaya tu
Chhod gaya bas yaadein
Kitne geet the in honthon par
Ab kitni fariyadein
Tu kahan kho gaya bewafa ho gaya
Sach bata pyaar mein jhoot nahi bolna
Tere bin tere bin nahi jeena
Mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna


Kehte hain log saare
Ek din laut ke pardesi ghar aayenge
Tab tak kaun jeeyega
Hum to gham se mar jaayenge
Yeh tujhe kya pata dil hai woh aaina
Tod ke phir jise mushkil hai jodna
Tere bin tere bin nahi jeena
Mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna


Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hain magar haaye tujhe dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Balama jalama, balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin tere bin nahi jeena
Mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna.