Unase Bichhad Ke Jab Ham Roye To Aise Roye Lyrics - Pran | Rajendra Nath | Sunil Dutt | Lata Mangeshkar
1962
Lyrics
unse bichhad ke jab ham roye to aise roye
aankho me jaise koi ashqo ke beej boye

aana bhi unka bhule jana bhi unka bhule
aana bhi unka bhule jana bhi unka bhule
sab kuch bhula ke ab to baithe hai khoye khoye

unse bichhad ke jab ham

kal tha pyaar dil me ab daag rah gaye hai

guzregi umr saari ye daag dhoye-dhoye