Ujad gaya sansar mera song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ujad gaya sansar mera
Ujad gaya sansar
Aayi thi main piya ke ghar mein
Prem pujaran man mandir mein
Aayi thi main piya ke ghar mein
Prem pujaran man mandir mein
Dev hi chhod chala thukra ke
Tod prem ka pal
Ujad gaya sansar
Ujad gaya sansar mera
Ujad gaya sansar


Tut gaye tut gaye
Tut gaye sukh ke sab sapne
Apne hi na rahe jab apne
Apne hi na rahe jab apne
Kuchal gayi aasha ki kaliya
Kuchal gayi aasha ki kaliya
Patjhad hui bahar
Mera ujad gaya sansar
Ujad gaya sansar
Haye ujad gaya sansar


Hoke bhi main nar suhagan
Vidhva si hoon abhi abhagan
Hoke bhi main nar suhagan
Vidhva si hoon abhi abhagan.