tuu mere saamane main tere saamane tujhako dekhuuN ki pyaar karuuN Lyrics - Shahrukh Khan | Anupam Kher | Shah Rukh Khan | Lata Mangeshkar | Udit Narayan
1993
Lyrics
tuu mere saamane main tere saamane
tujhako dekhuun ki pyaar karuun
ye kaise ho gayaa, tuu merii ho gayii
kaise main aitabaar karuun
tuut ga_ii tuut ke main chuur ho gayii
teri zid se mazabuur ho gayii
tera jaadu chal gayaa o jaaduugar
teri julfon se kheluungaa main
tujhako baahon main le luungaa main
dil to dete hain aashiq sabhii
jaan bhi tujhako de duungaa main
ek baar nahiin sau baar kar le,
jii bhar ke tu mujhe pyaar karale
tera jaadu chal gayaa o jaaduugar
is kahani ke sau saal hain - 2
ye tere pyaar ke chaar pal
zindagaanii ke sau saal hain
tujhako dekhuun ki pyaar karuun
ye kaise ho gayaa, tuu merii ho gayii
kaise main aitabaar karuun
tuut ga_ii tuut ke main chuur ho gayii
teri zid se mazabuur ho gayii
tera jaadu chal gayaa o jaaduugar
teri julfon se kheluungaa main
tujhako baahon main le luungaa main
dil to dete hain aashiq sabhii
jaan bhi tujhako de duungaa main
ek baar nahiin sau baar kar le,
jii bhar ke tu mujhe pyaar karale
tera jaadu chal gayaa o jaaduugar
is kahani ke sau saal hain - 2
ye tere pyaar ke chaar pal
zindagaanii ke sau saal hain