tuu DhuuNDhataa hai jisako Lyrics - Abhi Bhattacharya | Basanta Chowdhury | Arundhati Devi | Dhananjay Bhattacharya
1952
Lyrics
tuu dhuundhataa hai jisako bastii me aake ban me
vo saanvaraa salonaa rahataa hai, rahataa hai tere man me
masajiid me mandiron men parvat ke kankadon men
nadiiyon ke paaniiyon men gahare samandaron men
leharaa rahaa hai vo hii khud apane baankapan me

har zarre me ramaa hai har phul me basaa hai
har chiiz me usiikaa jalavaa jhalak rahaa hai
harakat vo kar rahaa hai har ik ke tan badan me
vo saanvaraa salonaa rahataa hai rahataa hai tere man me
endsong