Tuti hui kishti ka bane song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kardar. This song was released on 01 Jan 2018.
Tuti huyi kishti ka bane
Kaun sahara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara
Tuti huyi kishti ka bane
Kaun sahara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara


Kaliyo ki tabiyat
Gulshan mein kho gayi
Bulbul ke liye daliya
Zanjhir ho gayi
Rate bitai yaad mein
Din roke gujara
Din roke gujara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara


Pahuchi jami se aasma tak
Meri zust ju
Jis aur dekhta hoon main
Us aur tu hi tu
Us aur tu hi tu
Kali ghata pe chhup gaya
Kismat ka sitara
Kismat ka sitara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara


Ye geet adhura hi raha
Chhut gaya sath
Chhut gaya sath
Mere liye baki nahi ab
Koi bhi aawaz
Ab koi bhi aawaz
Phir kisne bulaya mujhe
Aur kisne pukara
Aur kisne pukara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara


Mehman banke lut liya
Hasta hua ghar
Kate bhi aaye rah mein
Jaye kaho kidhar
Jaye kaho kidhar
Jaye kaho kidhar
Barbad kiya tune jise
Hamne sawara
Hamne sawara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara
Tuti huyi kishti ka bane
Kaun sahara
Wo bhi na hamare hue
Na dil hi hamara
Bane kaun sahara.