Tute jaise taara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Kumar. This song was released on 19 Jun 2009.
Tute jaise taara
Tute jaise taara waise
Tuta pyaar maara
Kismat mein thi kyun
Yeh judaayi chhuta yaar mera
Kyun ashq bahein kho gayi khushiya
Kyun bankar bhi bigadi duniya
Kyun jakhm diya mujhe
O mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara


Rang khushi ke bikhar gaye,
Armaan saare ujad gaye
Dil mein hai ghum ka dariya,
Apane saaye bichhad gaye
Rang khushi ke bikhar gaye,
Armaan saare ujad gaye
Dil mein hai ghum ka dariya,
Apane saaye bichhad gaye
Na dard ruke bas tadape jiya,
Kyun milkar bhi lut gayi duniya
Kyun juda kiya mujhe
O mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara


Mera mukkadar chhut gaya,
Mit mera kyun ruth gaya
Yaadon mein usaka pehara,
Saaya abb yeh chhut gaya
Mera mukkadar chhut gaya,
Mit mera kyun ruth gaya
Yaadon mein usaka pehara,
Saaya abb yeh chhut gaya
Kyun anjaane mein kusur huwa,
Kyun waqt bada magrur huwa
Kyun chur huwa dil
O mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata


Tute jaisa taara aa aa aa…
Tute jaise taara, waise
Tuta pyaar maara
Kismat mein thi kyun
Yeh judaayi chhuta yaar mera
Kyun ashq bahein kho gayi khushiya
Kyun bankar bhi bigadi duniya
Kyun jakhm diya mujhe
O mere rabba tu yeh bata
Rabba tu yeh bata
Tute jaisa taara.