Tune toh jag chhod diya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P. Raghnunath. This song was released on 01 Jan 1992.
Ek disha mein mann mera
Ek disha mein aatma
Kis ki sunu main
Kya karoon main
Oo ho mere parmatma


Tune toh jag chhod diya
Tune toh jag chhod diya
Jag ne tujhko na chhoda
Bahot tapasya ki tune
Ab pyar bhi karle thoda
Tune toh jag chhod diya


Tod gaya tera abhimaan
Jaga gaya soye armaan
Yeh kaisa aaya tufaan
Tod gaya tera abhimaan
Jaga gaya soye armaan
Ye kaisa aaya tufaan
Ek anjaani thi itane
Phir ang ang ko toda
Tune toh jag chhod diya
Jag ne tujhko na chhoda
Tune toh jag chhod diya


Kaamdev ka hai ye kaam
Kaampna is rog ka naam
Kaamdev ka hai ye kaam
Kaampna is rog ka naam
Rog ka hain yeh ab sangraam
Tujh mein aur teri haar mein
Ab antar bahot hain thoda
Tune toh jag chhod diya
Jag ne tujhko na chhoda
Tune toh jag chhod diya


Tann mein aisi pyaas jagi
Mann mein aisi aag lagi
Jeet gayi main haar gayi tu
Teri saadhna tut gayi
Teri saadhna tut gayi
Tann mein aisi pyaas jagi
Mann mein aisi aag lagi
Jeet gayi main haar gayi tu
Teri saadhna tut gayi
Ek jogan ne pehen liya
Chhup kar shaadi ka jhoda
Tune toh jag chhod diya
Jag ne tujhko na chhoda
Tune toh jag chhod diya
Bahot tapasya ki tune
Ab pyar bhi karle thoda
Tune toh jag chhod diya.