Tumse milne ki tamanna hai song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 20 Jun 1993.
Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam (x2)

Jo kabhi hum mile

To zamana dekhega apna pyar

Ho mere yaar, ho mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam

Jo kabhi hum mile

To zamana dekhega apna pyar

Ho mere yaar, ho mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam

Main shayar nahi, deewana nahi

Main aashiq nahi, parwana nahi (x2)

Mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar

Mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar

Main ho gaya deewana

Main ho gaya deewana

Ab jaane kya hoga jaan-e-jana

Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam (x2)

Kya pata phir kaha kab mulakaat ho

Woh haseena se phir dil ki baat ho (x2)

Uske jaisi haseen maine dekhi nahi

Uske jaisi haseen maine dekhi nahi

Rokega kya zamana

Maine dil mein hai thana

Mujhko use hai abhi apna banana

Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam (x2)

Jo kabhi hum mile

To zamana dekhega apna pyar

Ho mere yaar, ho mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai

Pyar ka irada hai

Aur ek vaada hain jaanam