Tumse jo baat huiTumse jo mulakat huiTumse jo baat huiTumse jo mulakat huiUs par to mai bahutKuch likh sakta hoonUs par to mai bahutKuch kah sakta hoonLikh sakta hu, tumse jo baat huiHa us ek mulakaat parTulsi ke chan,gaalib ke sherSamet sakta hu,Ha us ek mulakaat parMagar main meri kalam meri jubaanSab kuch kamosh ho jaata haiJab un chap gadiyoKa mujhe khyal aata haiWo pal jo khamos theHosh se bahut dur,Ha hum hosh mein theHa hum hosh mein the,Ha hum hosh mein theUn kamosh gadhyo se pahaleMaine sirf itna kaha tha itna kaha thaMeri jindgi ko aaj ki shaam de do
Mere thapte huyeMaathe ko jara tham loMain aur mera mathaJo kab se jhal raha thaHalat ki diwaro se ladh raha thaMatha jiski nash nash tuth chuki thiMatha jiski lakire duniya luth chuki thiTumne mathe ko chua,Na jane kya huaHua to ye hua,hua to ye huaAasama jhuk gaya,Vakht bhi rukh gayaWo pal jab khamosh theHosh se bahut dur,Hahum hosh mein theHa hum hosh mein the,Ha hum hosh mein theHa hum hosh mein theHa hum hosh mein theUnse jo mulaakat huiUnse jo baat huiUnse jo mulaakat huiUnse jo baat huiUnse jo mulaakat huiUnse jo baat huiHa hum hosh mein the.