Tumse hui dooriya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
tumse huyi duriya, aa gayi kaise majburiya
tumse huyi duriya, aa gayi kaise majburiya
haye tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya

ye pattharo ka shahar hai, yaha pyar julm hai
ho hi gaya hai pyar to ijhaar julm hai
kaisa hai ye nagar jaha, ikarar julm hai
aur saza zindagi bhar ki tanhaiya
haye tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya
tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya
haye tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya

khoyi hai sari manzile, raaho me gard hai
aankho me ashq, hontho pe ik aahe sard hai
sine me dil jaha tha, waha sirf dard hai
ghul gaya mere saanso me jaise dhua
haye tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya
tumse huyi duriya, aa gayi aisi majburiya
haye tumse huyi duriya
haye tumse huyi duriya
haye tumse huyi duriya