Tumhee dekho naa yeh kya ho gaya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hiroo Johar. This song was released on 11 Aug 2006.
tumhi dekho na yeh kya ho gaya, tumhara hu mai aur tum meri
mai hairan hu tumhe kya kahu, ke din me huyi kaisi chandani
jagi jagi si hai phir bhi khwabo me hai, khoyi khoyi jindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya, tumhara hu mai aur tum meri

behke behke se mann, mehke mehke se tann
ujali ujali fijjaon me hai aj ham hai jaha
kitani ranginiya chhalaki chhalaki nigaho me hai
nili nili ghatao se hai chhan rahi, halaki halaki roshni
tumhi dekho na yeh kya ho gaya, tumhara hu mai aur tum meri
mai hairan hu tumhe kya kahu, ke din me huyi kaisi chandani

mai toh anjan thi yu bhi hoga kabhi, pyar barsega yu tut ke
sach yeh ikrar hai sach yahi pyar hai, baki bandhan hai sab jhuth ke
meri sanso me hai ghul rahi pyar ki, dhimi dhimi ragini
tumhi dekho na yeh kya ho gaya, tumhara hu mai aur tum meri
mai hairan hu tumhe kya kahu, ke din me huyi kaisi chandani
jagi jagi si hai phir bhi khwabon me hai, khoyi khoyi jindagi
tumhara hu mai aur tum meri, yeh din me huyi kaisi chandani