तुम्हे प्यार करूँगा tumhe pyaar karungga song is sung by . Record label of this song is VYRLOriginals. This song is written by . This song was released on 06 Oct 2022.
Door kahi pe
Main le ke chalun tumko
Aur wahi pe
Main choo ke kahun tumko

Pal bhar ka nahi janmon ka hai
Duniya se alag yeh rishta hain

Tumhe pyar karunga main itna
Koi kar naa sakega jitna
Joh bhi tha woh keh toh diya hain
Kuch tum bhi zara keh do naa

Mujhe itna yakeen bas dedo
Yeh pyar kabhi kam ho naa
Joh bhi tha woh keh toh diya hain
Kuch tum bhi zara keh do naa

Iss duniya mein hum tum dono
Honge na kal bas yahi sach hain
Log yaha aate jaate hain
Reh jaati bas chaahat hain

Iss pal main saath tumhare hoon
Baaki toh apni kismat hain

Kabhi door chala jaun toh
Aawaaz mujhe tum dena
Joh bhi tha woh keh toh diya hain
Kuch tum bhi zara keh do naa.