तुम्हे ही अपना माना है Tumhe Hi Apna Maana Hai Lyrics - Srikanth | Rajkummar Rao | Jyothika | Alaya F | Sachet
in Movies
Watch the Video
Song Information
तुम्हे ही अपना माना है tumhe hi apna maana hai song is from Srikanth and it is sung by Sachet-Parampara. Record label of this song is T-Series.It stars Rajkummar Rao, Jyothika, Sharad Kelkar and Alaya F in leading roles. This song is written by Yogesh Dubey. It is produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar. This song was released on 10 May 2024.
Lyrics
Naraaz Na Hua Karo Mujhse
Manane Ka Hunar Aata Nahi
Tumhari Hasi Ke Liye
Jaan Bhi De Denge
Mere Jitne Tumhe
Koi Chahata Nahi
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tumhe Hi Raj Bataye Hain
Duniya Ki Fikr Nahi Jab Se
Teri Baahon Main Aaye Hain
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tum Mere Saath Ho Toh
Mahafuz Lagi Mujhko
Teri Baahon Ke Gere Main
Rehna Hain Bas Mujhko
Khushbu Teri Saason Main Gule Toh
Dhadkano Ko Sabar Aata Nahi
Teri Aahat Jo Sune Aati Hai Isse
Dil Ko Tere Siva Koi Baata Nahi
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tumhe Hi Raja Bataaye Hai
Duniya Ki Fikr Nahi Jab Se
Teri Baahon Main Aaye Hain
Tere Hawale Kiya Khudko
Tera Khyal Hi Rahe Mujhko
Chaha Khud Se Jyada Tujhko
Tera Hi Naam Ab Diya Khudko
Manane Ka Hunar Aata Nahi
Tumhari Hasi Ke Liye
Jaan Bhi De Denge
Mere Jitne Tumhe
Koi Chahata Nahi
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tumhe Hi Raj Bataye Hain
Duniya Ki Fikr Nahi Jab Se
Teri Baahon Main Aaye Hain
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tum Mere Saath Ho Toh
Mahafuz Lagi Mujhko
Teri Baahon Ke Gere Main
Rehna Hain Bas Mujhko
Khushbu Teri Saason Main Gule Toh
Dhadkano Ko Sabar Aata Nahi
Teri Aahat Jo Sune Aati Hai Isse
Dil Ko Tere Siva Koi Baata Nahi
Tumhe Hi Apna Maana Hai
Tumhe Hi Raja Bataaye Hai
Duniya Ki Fikr Nahi Jab Se
Teri Baahon Main Aaye Hain
Tere Hawale Kiya Khudko
Tera Khyal Hi Rahe Mujhko
Chaha Khud Se Jyada Tujhko
Tera Hi Naam Ab Diya Khudko