Tumhare shehar ka mausam song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1985.
Ghazal mein bandisho
Alfaaz hi nahin kaafi
Ghazal mein bandisho
Alfaaz hi nahin kaafi
Jigar ka khoon bhi
Kuchh chahiye asar ke liye
Tumhare shehar ka
Mausam mausam….
Tumhare shehar ka mausam


Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Tumhare shehar ka mausam


Jo dubna hain
Jo dubna hain to itane sukun se dubo
Jo dubna hain to itane sukun se dubo
Jo dubna hain to itane sukun se dubo
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Tumhare shehar ka mausam


Tumhare bas mein agar ho
Tumhare bas mein agar ho
To bhul jaao humein
Tumhare bas mein agar ho
To bhul jaao humein
Bhul jaao humein…
Tumhare bas mein agar ho
To bhul jaao humein
Tumhen bhulane mein
Shayad humen zamana lage
Tumhen bhulane mein
Shayad humen zamana lage
Tumhare shehar ka
Mausam bada suhana lage


Na jaane kyaa hain
Na jaane kyaa hain
Kisi ki udaas aankhon mein
Na jaane kyaa hain
Kisi ki udaas aankhon mein
Woh munh chhupake
Jaaye to bewafa na lage
Woh munh chhupake
Jaaye to bewafa na lage
Tumhare shehar ka mausam


Humare pyaar se
Humare pyaar se
Jalne lagi hain ek duniya
Humare pyaar se
Jalne lagi hain ek duniya
Humare pyaar se
Jalne lagi hain ek duniya
Duaan karo kisi
Dushman ki badduaan na lage
Duaan karo kisi
Dushman ki badduaan na lage
Tumhare shehar ka
Mausam bada suhana lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare shehar ka mausam.