Tum ne kaha tha song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 20 May 1988.
Tumne kaha tha hum bin
Humne kaha tha hum bin
O ji na sakege sanam
Ji na sakege sanam
Kyo bhule wo wade
Kaha kho gayi wo kasam
Tumne kaha tha hum bin
Humne kaha tha tum bin
O ji na sakege sanam
Ji na sakege sanam
Kyo bhule wo wade
Kaha kho gayi wo kasam


Huti ek pal mein ye kya duriya
Thi aesi bhi aakhir kya majburiya
Bana bhi na tha jal gaya aasiya
Mile khak mein pyar ke do jaha
Hai charo taraf  basdhuaa hi dhuaa
Hai charo taraf bas dhuaa hi dhuaa
Huaa kyo hampe ye sitam
Tumne kaha tha hum bin
Humne kaha tha tum bin
O ji na sakege sanam
Ji na sakege sanam
Kyo bhule wo wade
Kha kho gayi wo kasam


Mohobbat ke jajbat marte nahin
Kabhi jakham ye dil ke barte nahin
Deewane zamane se darte nahin
Khuda ki bhi parwah karte nahin
Lahu se jo mehandi rachaye yaha
Lahu se jo mehandi rachaye yaha
Use maut ka kyo ho gham
Tumne kaha tha hum bin
Humne kaha tha tum bin
O ji na sakege sanam
Ji na sakege sanam
Kyo bhule wo wade
Kha kho gayi wo kasam.