Tum nahi manoge song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Balajee. This song was released on 18 May 1979.
Is qadar itna tumhein hum pyar karte hain
Zindagi hai tumse, har khushi hai tumse
Hum tumhaare saamne iqraar karte hain

Tum nahi manoge, tum nahi janoge
Kis qadar, kitna tumhein hum pyar karte hain
Aankh jhuk jaati haim saans ruk jaati hai
Jab kabhi hum pyar ka izhaar karte hain
Tum nahi manoge, arre tum nahi janoge

Har ik din aaha milan ka din
Aaha har ik din aaha milan ka din
Har ik raat milan ki raat
Ab tumse kahein kaise
Lab pe jo ruki hai baat
Hum kahan us baat se inkar karte hain
Kis qadar, kitna tumhein hum pyar karte hain
Tum nahi manoge, tum nahi janoge

Rut badli, samaa badla
Rut badli, samaa badla
Lehraya naya mausam
Aise mein kaho tum to
Kanon mein kahein kuchh hum
Jo kaho manzoor hum sarkar karte hain
Hum tumhaare saamne iqraar karte hain
Tum nahi manoge, tum nahi janoge

Jhaanko to mere dil mein
Samjho kya kahani hai
Yeh apni mohabbat ki badi pyari nishani hai
Yeh apni mohabbat ki badi pyari nishani hai
Dil lagi kya yoon sare bazar karte hain
Arre is qadar itna tumhein hum pyar karte hain
Tum nahi manoge, tum nahi janoge
Kis qadar, kitna tumhein hum pyar karte hain
Is qadar itna tumhein hum pyar karte hain
Tum nahi manoge, tum nahi janoge