Dukh sahke jo sukh pahunchaati haiUs mamta ko ruswaa na karoTum maa ho, tum maa hoTum aisa na karoTum maan hoTum aisa na karoDukh sahke jo sukh pahunchaati haiUs mamta ko ruswaa na karoTum maa ho, tum maa hoTum aisa na karoTum maa hoTumhi se insaan koYe jism milaaAur jaan miliNeki ki chalan imaan ki laganSachhaayi ki pehchaan miliKudrat ne diyaa hai jo rutbaUs rutbe ko neechha na karoTum maa ho, tum maa hoTum aisa na karoTum maa ho
Tumhaare qadmon meinJannat ki bahaaren paltin hainSaahil gulshan milte haiTehzeeb ki shamaayen jalti hainIs ghar ka ujalaa mat chheenoIs daali ko soonaa na karoTum maa ho, tum maa hoTum aisa na karoTum maa hoTumhe is duniya meinJaanon ki hifaazat karna haiThukraake har ek khudgarzi koInsaanon ki khitmat karna haiTum naslon ki kheti seenchti hoTum jaanon ka saudaa na karoTum maa ho, tum maa hoTum aisa na karoTum achhi tarah pehchaanti hoAulaad ka gham kya hota haiYe teer sitam kya hotaa haiYe kya hotaa haiHar maan ka tumko dard.